Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name asif 
Question Quran sharif me kis chiz ka zikar nahi h 
Answer Quraan Shareef main tamaam chezoo ka zikar hai ager is ko Masoomeen (a.s) ke kalaam ke sath mila kar phara jaae, jesa ke Rasool e Akram (s.a.w) ne farmaaya hai ke main tumare dermiyaan do cheezain choor ke jaa raha hon, ik allah ki kitaab hai or dosre meri itrat o ehl e bait, or ye dono mere paas hooz per pohanchne se pehle hargiz juda nahi hon ge, pas tum loog apne aap ko in dono se aage baraane ki koshish na karna warna halaak ho jaao ge, or na hi in ko peche chorne ki koshish na karna warna halaak ho jaao ge, or in ko seekhane ki koshish na karna kun ke ye tum se aalam hain.(Ref : tozeeh ul masaail , aayat ul allah abo al qasim al moosavi al khooi , cap # imaamat , pg # 36 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.