Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam mera sawal ya h k meri wife nay qalmy ki qasam khae h k ma ab app k sath nahi rehna chahi or na he ma app k sath khush hn so plzzzzzzzzzz ma bht muhkil ma hn es ka koe hal bten hum kafra karna chahty hn  
Answer Qasam agr sachi khai jaye to makroh hai lekin agr qasam jhuti khai jaye to ye haram hai, is surat men insane gunahgar hojata hai lehaza zruri hai k istighfar kiya jaye. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.