Answer |
1)Hambistari ki dua: Mustahabb hai k hambistari say pehlay apna haath biwi ki peshani k baal (hair of forehead) par rakhay aur ye dua perhay (Allah humma alaa kitaabeka tazwwajtoha, wa fee amanateka akhaztoha, wa bekalematekastahlalto farajaha, fa in qazayta lee fee rahmeha shyan fajalhoo musliman saweeyyan wa laa tajalahoo shirkashshaitan” 2) 2 rakat namaz fajr ki namaz ki terah perhain). (Ayat ullah Seestani(d.b),Minhaajus saliheen Part # 3,maslah # 4). Update on dated 05-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |