Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name khan 
Question A.O.A main ALLAH tala s apny gunaho k lea toba krna chahti hun q k mujy dili sakoon nai h mujy lagta h k allah muj s naraz h main nemaz parhna chahti hun mgr nae parh pati main aisa kia krun k allah mujy maaf kr day or main us ke apsindida bndon m ho jaon.or main n ik job k lea apply kia hua h mujy koi wazifa btain k mujy job mil jay.thanks 
Answer 1) Jo shaks surah-e-talaaq ki tilawat karay ga khuda uski tauba qabool karay ga jis me gunah ki taraf dubara lotna na hoga. 2)Surah e talaq surah#65 ayat#2 ka akri hissa and ayat#3 puri yani(wa-maei yattqillaha yaj-al lahu makhraja sy........le kulle shaei-in qadra tak) rozana 3 baar parhain,awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada krna hai tu isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(ref:book payame shifa pg#229) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.