Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name quran o hadees 
Question Salam main ye puchna chahta hu k main jab 15 month ka tha to meri ami fot ho gai thien aur aik bar jab main bhook se roa ja raha tha to meri khala ne mjhy aik bar feed karwaia tha aur jab main jawan hua to main aur meri un hi khala ki brti han dono aik dusray ko pasand karnay lagay aur ham shadi b karna chatay thay to us wakt hamain pta chala k mjhy us ki ami ne feed karwai hy aur log kehtay hyn hamari shadi ni ho sakti to kia quran o hadees ki roshni main koi aisi rah hy jis ki bina par hamari shadi ho sakay aur dood b ham dono ne pia hy matlb ye k wo us wakt 6 month ki thi aur main 15 month ka tha to kia koi rah hy quran o hadees main shadi honay ki koi surat hy agar kisi majburi k teht dood pilaia gia ho vto 
Answer wssalam o alykum, ager ap ne sirf 1 martaba hi doodh piya tha to wo larki ap ki razaai behan nahi bani aur ap us larki se shadi kar sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2439). Update on dated 18-08-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.