Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question sir,aoa. maray bhai ka nikah mari sabka bivi ke sabka shoar say jo bati ha us say ho jata ha or phir bhai or us k maban tlak ho jati ha.ma us say nikah karna chata ho or wo bhe mujh say nikah karna chati ha.kia ma asa kar sakta ho.us larki ke maa or bap dono nay alag alag gagha nikah kar lia ha,us ka ab koi sahara nahee ha.khuda k lia kuch kary. 
Answer Agr apne us larki ki walida se hambistari ki thi to ab us larki se nikha nahi kar sakte q k ab wo larki apki mehram banchuki hai or mehram se nikah haram hai, albatta ager hambistari nahi ki thi or hambistry se pehle hi apne us larki ki walida ko talaq dedi thi to is orat men talaq dene k bad ap us larki se shadi kar sakte hen wo bhi is shart k sath k uska haqeeqi walid use is bat ki ijazat dede k ap se nikah kre.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2341-2351-2352).Update on dated 05-01-2016.(Khuda apko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.