Answer |
Agr shadi na karne ki waja se ap haram men mubtala ho rahe hon to ap per shadi karna wajib hai, Istimna kerna haram or gunah kabeera hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2407).Update on dated 05-01-2016.(Khuda apko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) |