Question |
Assalamoalaikum,mera masla ye hai ki meri shadi ki baat meri khala k bete se hui hai wo mujhe bahut pasand krte hain lekin unhone shadi k liye 3 saal ka time manga hai unke paas apna makan nahi hai kya koi aisa wazifa hai jo main unke liye padhu to hamari shadi hone tak unk paas makan bhi ho jaye or business me bhi unko khoob tarakki mile plz
Aap merri Id pr reply kijiyega ..shukriya |