Answer |
Ager tulu e aaftaab se pehle khalis jaw ki (bagair namak ki) tikya paka kar sura anfaal aayat # 2 ko us tikya per 7 baar likhain or phir apni sister ko roza rakhwain or iftaar is roti se karwaain to INSHALLAH TAALA un ko neki ki tarf mail kar de ga. Or ager wo khud tikya per likhain or roza rakhne ke baad is se iftaar karain to INSHALLAH asar jald zahir hoga.(Ref ; tajalliyaat e Quraan , pg # 57 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). |