Answer |
Shadi ki pehli rat aurat ko khoon ana zaroori nahi hai q k ho sakta hai k wo aurat kisi accident ki wajah sai apna kunwara pan khatm kar chuki ho. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : April 21, 2011). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |