Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AsSalam-O-Alikum... Main ya jana chata hoon kah shariat k mutabiq kiya ek Musalman ek ghair muslim k saath business karsata hy agar karsakta hy too kiya uska kamaya howa paysa halal howa ya haram? Kiya 5 star hotels ki job halal hy ya haram halanky hotel sy aaya howa paysa jis sy humko salary milti hy wo sharab sy or larki bazi ka bhi hota hy... Waiting for you reply please. 
Answer 1) Musalmano ke liye maseehiyo aur yahodiyo k sath mil kar aisi tijarat karna jaiz hai jo shariat-e-islaam me halaal ho. 2) Agar sharaab k bartan dhonay,sharaab paish karnay ya us kaam me zarya shumaar hoto ye amalan shar1)Musalmano k liay maseehiyo aur yahodiyo k sath mil kar aisi tijarat karna jaiz hai jo shariyat-e-islam me halaal ho. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #243 , Pg #165 , Eidition# 5). Agar sharaab k bartan dhonay,sharaab khoro or sharab paish karnay ka muqadma ya us kaam me zariya or wasila shumaar ho to ye amal share taur per haram hai. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #283 , Pg #175 , Eidition# 5). Update on dated 11-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.