Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Aslam.o.alekum sir muje ek masl h jo k pechl Ed 2, 3 sal se h asa h k muje peshab k qatry bhot aty h kbi peshab se phle kbi peshab k bad n kbi peshab krne k 5,6 hi secnd bd n kbi kafi der tk betha rhtz hn k abi qatra aye ga to again satanja kar k washroom se bhar jata hn mgr kafi der k bad jab khara hota hn to qatry a jaty h plz sir hlp me esi bimari ki nina py m ne kafi lamba arsa nimaz bi ad ni ki bhot mushakal se m juma ada kr pata hn kbi kbi wo bi ni m es bimari ko le k bhot pareshan hn 
Answer Istabra aik mustahab amal hai jo mard pishaab karnay kay baad is liay anjaam daitay hain k itminaan hasil hojaay k ab paishab nail main baqi nahi raha hai aur wo ratoobat jo baaz awqat peshaab kay baad nikalti hai osay wadi kehtay hain agar is sai peshaab mila hua na ho to paak hai jab kise shaks ne pheshaab kay baad istabra kiya ho aur is k baad ratubat kharij ho jis k baray me shak ho k wo peshaab hai ya koi aur rutoobat to wo paak hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah # 69-70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Wazifa: Sorah zumar(sorah#39) ki ayat # 67 qatray qatray peshab aanay k liay likh ker mareez ki kamar main bandh dain or zaafran se likh ker pee lain tu aap ko ifaqa hoga.(Ref: nawaay saliheen, pg#329). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.