Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Grand Ayatollah Sistani Sb. 
Question Salam Dear Molana Sb. Agha Sb sb sy pehly doa hy k Malik paak ap ko iss azeem kaam krny pr Ajr e Azeem atta Farmayee. Molana Sb, Mera question ye hy k agr ak mard bachpan mein kisi larky sy kuch assa krta hy k us ki maani nikal jati hy us sy phly woo NaaBalig hota hy matlb first time us ki monny niklti hy us k irady k bagir lekin Molana Sb us k Uze Tansil usy Yaad ni k us lrky k andr jata hy k nai To kia ye Zina Shummar hoo gaa ? Sir, Mra Qeustion ye hy k kia ab baary hoo kr us larky ki sister us shakhas pr haram hoo jati hy ya nai matlb agr ab un ka nikah hoo jaay gaa gaa k ni aur agr nikah hoo chuka hoo to kia krna chahyee unahy ? Us ko 100% yaad ni woo waqat k andr gia thaa yaa nai but us ka yei Demag mein ata hy k nai giaa thaa aur naa us ko us waqat samj thii ? Kindy jawab zaroor jald sy jald degee gaa Thanks a lot. W.salam  
Answer Ighlaam krwane wale (mafool) ki maa, Behn or Beti ighlam krne wale (Faael) pr (jabke Ighlaam krne wala Baligh ho) Haram hojate hen, Agrchhe Supari (uzw_e_Tanasul ka ibtadai ka hissa) se kam hi dakhil hua hai, Agr Ighlam krwane wala Mard ho ya Ighlam krne wala na_baligh ho tb bhi Ehtiyat_e_lazim ki bin pr yehi hukm hai, lekin agr use guman ho k dukhool hua tha ya shak kre k dukhool hua tha ya nahi to phir haram nahi honge, or usi tarh Ighlam krne wale ki maa, behn, or beti ighlaam krwane wale pr haram nahi hen. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2369).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.