Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name namaz may kya padhha jata hai 
Question mujhe janna hai ki har namaz may pehle sana padhte hai fir alhamd padhte hai fir uske baad konsi surah padte hai ???? please let me know as soos as possible aur har waqt ki nazam ka bataiyega please. 
Answer Zaruri hai k insan rozana ki wajib namazon ki pehli or dusri rakat men pehle Surah Al_Hamd or phir kisi ek surah(kisi bhi quran ki surah) ki tilawat kre or Ehtiyat_e_wajib ye hai k ek sure ki tilawet kare.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2369).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.