Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question ASSALAM-ALIKUM mere magni ho chuki he aur me ek dosre larke se muhabbat karte hu wo b mjh se bht muhabbat karta he aur kehta he k wo mjhe Allah se duaon me mang le ga lekin mera magetar mjhe us se bat karne ki ijazat nahi deta lekin me us larke ko nahi chor kyo k usko ek bemari b he aur wo mere bager nahi reh pata ab me apne magetar se jhot bolte hu me kisi ka b dil nahi torna chahte mjhe koi hal bataen? 
Answer Jins e mukhalif se dosti kerna (jesa larke or larki ka apas men dosti krna) jaiz nahi hai koun k gunah men mubtilla hone ka khoaf majood hai.(Ref : Kitab nigah aur libaas ques # 106 , pg # 69). (Jesa k apne btaya k ap us larke se mohabbat krti hen to is qism k taluqat rakhna ya isi ghrz se bat chit krna haram hatta k apk mangetr se bat krna) agr lazzat k irade or gunah men mubtala hone ka khoaf ho to jaiz nahi hai ( q k wo dono ap k liye na_mehram hen or na_mehram se is qism k taluqat rakhna jaiz nahi hen phir chahe dil dukhe) Q k sb se bari bat insan k liye ye hai k Allah kis bat pr Naraz hota hai, Hmen Allah Ta`la ko khush rakhna hai chahe koi dukhi ho ya na ho).(Ref : Aqai Sistani(d.db), Nigah or Libaas 10 Marajaye k Fatawa k Mutabiq, 1st Edition, Page#57-58, Ques# 76-77-78)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.