Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam o alaikum, ma ek shadi shuda aurat hu meray shohar ma aur muj ma abh sex hambistari wali koi bat nahi ha jab wo yahan bhi thay tu,abh wo bahir k mulk hutay hain, mujy yahan ek lerkay say pyar hu gaya ha hum miltay ha, hum dono ek dosray ki jinsi khawahish poori kertay hain...lakin aj tak kabhi intercourse nahi kiya... kia yah zina k zamray ma aata ha? aur agar kabhi mera shohar mujay chor day tu kia iddat k baad ma uss lerkay say shaadi ker sakti hu...(Allah maaf keray hamain...aameen) plz jawab zaroor dijiyay ga 
Answer (Aap k liye aysa krna kisi bhi surat men jaiz nahi hai q k aysa krna shohar ki khayanat or haq_talfi shumar hoti hai or agr intercourse nahi hua ho to ye zina nahi hai) Albatta shohar or biwi ka ek duasre k ilawa kisi or tariqe se jinsio lazzat hasil karna gunah_e_kabira hai. (Ref : Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 1430) Isi tarh agr ek shadi shuda orat zina kre to Ehtiyate wajib ki bina pr wo us zina krne wale mard pr hmesha k liye Hram hojati hai, lekin shohar pr Hram nahi hoti). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2367). Update on dated 04-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.