Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mein karobar karti hoon lekin Hamesha pareshan rahti hoon kitni hi mahnet karti hoon lekin zero rahti har kam mein nukshaan kabhi kisi cheez mein faida nahi hota allah ka wasta hai meri madad karo mere uppar bohot zemedari hai maa beemar hai bister pe hai 8 saal se. baap nahi hai ek bhai hai jiski zimedari mere par hai kyun ki wo mentally handicap hai. Teen bache hau mere. 
Answer 1)Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) 2)Agar surah kahf qarz ada karnay k iraday say parhain to inshAllah qarz ada ho jae ga. Ya maqrooz adami har namaz k baad ba-qa,edgi say surah muzammil ki tilawat karay to qarz ada ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.