Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mery bhai nay meri nani ka doodh piya hai. is hisb sy woh mery mamu kay razai bhai huway to kia ham apny bhai ki shadi apny mamu ki beti sy kr sakty hai ya nai. bhai nay dodh mamu sy jo choti khala thi us time piya tha.  
Answer Agar koi orat apni lrki k bache ko (matlb apne nawase ya nawasi ko) pura doodh pilaye (matlb un sharton k sath jo mehram bannay k leye zarori hain) to wo larki apne shohar pr Hram hojayegi.or aap k mamo ki baiti se aap k bhai k shadi jaiz nahi hogi. Sharait ki malomaat k liay is link per click karain. http://www.sistani.com/urdu/book/61/3649/ . (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2436,2428,2438). Update on dated 22-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.