Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agar mard ka aza e tnasal aurt k fsrj me ba halat mjbori dakhil hoy bina e frj k bahir e farigh ho jai to kya aurat tb b ghusal e janabat kraygi k nhi. 
Answer Agr koi shakhs aurat se jimma (intercourse) kare or uzw e tanasul supari ki miqdar tak ya is se ziyada dhakil ho jay to chahae ye dkhool fraj (ugli sharam gah) me ho ya pichlay maqam me aur chahe wo balig ho ya na balig aur chahae mani kharij ho ya na ho dono junub ho jatay hein. (aur dono per ghusl e janabat wajib ho hata he). Update on dated 04-12-2015. (lekin agr bahir hi mard discharge horaha(or dakhil na ho) to faqt mard pr ghusl wajib hoga). (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 348). Update on dated 04-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.