Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question assalam o alikum sir ma syed hon mera name ali raza ha sir ma aik larki sa piyar karta hon wo suni ha or ma shia hon ap batay kiya hamari shadi ho sakti ha or aik bat wo mujhsy pochti ha k matim karna jaiz ha ap batay matim karna jaiz ha plz thori wazahat sa batay ma bohat pareshan hon ma apky reply ka intazar kar raha hon ok khuda hafiz. 
Answer Agr larki k walid is nikah se razi hen to nikah jaiz hai, albatta agr ap ka us sunni larki se shadi karna is bat ka sabab bane k apka emaam or aqeeda kharab horahe hon to ap k liye ye nikah karna jaiz nahi hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah # 215-221, Eidition 1430 hij)Update on dated 05-01-2016.(Khuda apko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.