Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salamalikum .....mujhe ye puchna tha ki agar ham safar me kahi ja rahe ho to kya bahar ka saaman kha sakte hai jaise ki chai,pakoda ,samosa etc. ....kyon ki hame to pata nahi ki banane wala hindu hai ki nahi?????? 
Answer Agar yaqeen ho k kafir ne banate waqt isko apna geela hath lagaya tha ya phir in chizon k ander koi aisi cheez mili ho jinka khana hi share taur per jaiz nah ho to khana jaiz nahi hai,(Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 154,155, Pg # 120, Eidition# 5). Update on dated 11-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.