Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aslam-u-Alikum , mera ye sawal hai k main ne pehly ghar walon ko btae baghair court Marriage ki thi bt ab ghar waly maan gay hain to kya hum dobara nikah parhwa sakty hain ghar walon k samny? hamary ghar walon ko Court marriage ka nai pta plz reply me??? 
Answer Gee han apko nikah krna zaruri hai q k islam k hawale se court k nikah ki koi ahmiyat nahi hai, or jab tak nikah ki islami sharait k mutabiq nikah na ho tab tak ap dono ek dusre ko miyan biwi nahi samjh sakte or na hi ek dusre ko mehrmana nazron se dekh sakte hen.(Ref:Ayat ul Allah Sistani (db) Tozeeh ul Masaail, Masla#2328 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.