Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question assalamu alaikum janab kya hum kutta dog pal sakte h. agar nhi to kyu or kutta hi kyu napak h. 
Answer 1) Paalto dogs ko rakhna jaiz hai (agar in k khane pine ka intezaam kiya ja raha ho to ) jaiz hai. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 169, pg # 75) 2) tamaam ahkaam sharhe ki illato ( waja) ka hamare liye jaznna zaruri nahi hai, jo khuch alllah aur us k rasool ne hokum diya hai us ka baja lana zarori hai.(ref: sistani .org,urdu, topic hajj, que: 23) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 1) Kutto ki khareed o farokht k aytbar se 2 qismen hen , Shikari or ghair shikari, in dono ko paalne men koi harj nahi hai Albatta ghair-shikari kutto ki khareed o farokht jaiz nahi hai, lekin agr inse koi bara faida hasil ho to is surat men inko kiraye per lena , tohfe k taur per lena take unse halaal faide hasil kiye jaen, tu ye jaiz hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah # 01, Eidition 1417 hij). 2) Aksar akhkaam e sher,e ki sabab or illatain(reasons) or shriyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebaar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairwi(following) karain.(Ref: Lumah#6,kitaab e meraas,nashir maktab e naveed e islam, pg#472). Update on dated 31-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 1) Paalto dogs ko rakhna jaiz hai (agar in k khane pine ka intezaam kiya ja raha ho to ) jaiz hai. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 169, pg # 75) 2) tamaam ahkaam sharhe ki illato ( waja) ka hamare liye jaznna zaruri nahi hai, jo khuch alllah aur us k rasool ne hokum diya hai us ka baja lana zarori hai.(ref: sistani .org,urdu, topic hajj, que: 23) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 1) Kutto ki khareed o farokht k aytbar se 2 qismen hen , Shikari or ghair shikari, in dono ko paalne men koi harj nahi hai Albatta ghair-shikari kutto ki khareed o farokht jaiz nahi hai, lekin agr inse koi bara faida hasil ho to is surat men inko kiraye per lena , tohfe k taur per lena take unse halaal faide hasil kiye jaen, tu ye jaiz hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah # 01, Eidition 1417 hij). 2) Aksar akhkaam e sher,e ki sabab or illatain(reasons) or shriyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebaar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairwi(following) karain.(Ref: Lumah#6,kitaab e meraas,nashir maktab e naveed e islam, pg#472). Update on dated 31-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.