Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question ji mere shadi 5 saal rahi shorw se halath teek nahe thy do betyan bi heen.bahoot bachani ki koshish ke magar bewi ne he talaaq leya cort me.ek tarfa talaaq he or es ko ek saal ho gya betyan maa k pass he heen.abi dosri shadi k leye koshish jari he lekin meri khwahish he k reshtedaro me ho.reshtedaro me baath bilkul nahiban rahi.bahir to omeed nazar ajati he pr hum pechey ho jathy hen.plz esa wazifa bathaye jo jaldi asar kare or reshtedaro me reshta ho jaye. 
Answer Talaq ki sharait k mutabik apki talaq abhi tak waqe nahi hui q k islam men court ki talaq ki koi ahmiyat nahi hai or na hi kaghazi karwai ki koi ahmiyat hai , isi tarah talaq ka haq mard ko hai orat ko talaq ka koi ikhtiyar nahi hai. Is lehaz se apki biwi abhi tak apki zojiat ka hukm men hai or wo islam ki ru se dusri shadi nahi kr sakti jab taka p use talaq ki sharait k mutabiq talaq na deden, albatta ap dusri shadi krna chahe to ap k liye koi shart nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2462-63-64)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.