Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mi ne 2013 mai hajj kia tha aur doorane ahram mai ne miswak toothpaste use kia tha. shopkeeper nai mujey ye toothpaste ye keh ke dya tha ke ye hajj ke liye hai ? is silseley mai kya mujh pr kafara dena wajib hai mai ( aytullah systani ki takleed krta hn)  
Answer Halat ahraam me khushboo ka istemaal karna haram hai albatta toothpaste men gar khushbu ho to phir haram hai lekin agr khushbu na ho to phir masla nahi hai isi tarah miswak men bhi khushbu nahi hia lehaza is k krne men bhi koi harj nahi hai. Agar halat ahraam me umdan (jaanbough) kar kohe khushboo wali chease khaay ya umdan (jaanbough) aise chease phene jis me khushboo ka asar ho to ehteyate lazim ki bina per is per aik goosfan( behr) kafara ho gha . is k ilawa baaqi khushboo k istemaal me kohe kafara nahe hai .agarche kafara dena ehteyate mustahab ( beter) hai. ( ref: manasik hajj, aqa sistani, pg: 237, 240 Halat ahraam me safa aur marwa k dermiyaan 7 chakar k baad khushboo lagana jaiz hai aur is surat me kafara bhi nahe hogha. (Ref : aqa sistani,Jadeed faqhi masail , masla # 129 , pg # 99, eidition 5) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.