Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question SALAM MERA SAWAL YE HAI K MARI WIFE NAMAZ NH PARTI HAI TO KIYA US K SAT RAHNA THEEK HAI ISLAM MAI BAI NAMAZI K LIYE KIYA HUKUM HAI ? MAIE TAQLEED  AAYT-UL-ALLAH SEESTANI KI KARTA HO PLZ MARI YE MUSHKIL KO HALL KARE. MUHTAJ E DUA MOHAMMAD RAZA  
Answer Amar bil maroof k silsile me kise aurat per zabarsaste nahe karsakte.(sistani.org, urdu ,amal bil maroof , sawal 2) albatta Agar kise k naike baat ( maslan namaz , roza wagaira ) qabool karne ka ahtemal ( chance ) ho to amar bil maroof karna wajib hai.aur agar baat qabool karne ka ahtemal no ho to ehteyat wajib ye hai k karahat aur naraazghi k izhar ghunaghaar k is fail nashaista per kare chai janta ho k wo is ka asar nahe le gha. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2009 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.