Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aslam O Alikum shadi sy pehly aik baligh larka aur baligh larki magar zina k matter mein bilkul na baligh jis ko es k baary mein koi ilam nahi zana kar ly aur aur ab larki toba karna chahti hai tou kia oski toba qabool hojaey gi yeh matter meray sath hai mein aik larki hu aur jis larky k sath zina hua woh zina k khuch arsa baad bohat badal gya aur mulak chore kar chala gya aur larki ko b waqat k sath sath sari samajh aa gai ab woh toba karti hai kia oski toba qabool ho jaey gi aur woh kahi aur shadi kar k apna ghar basa sakti hai es ki detail muje snt kary ap ka bohat shukria hoga  
Answer 1)Zina karna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30). 2)Osay sachay dil se toba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) Jis shakhs nai kisi aurat sai zina kia ho aur os sai shadi karna chahae to is k lie ehtiyat e wajib ye hay k wo os aurat say toba karnay say pehlay nikah na karain. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 403 pg # 235) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.