Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question i want to divorce my husband he beats me give bad words galiya ! i want to divorce n.maary my lover !! whom i like soo much !! help mee 
Answer Fiqhe jafira me talaq dene ka haq aurat ko haasil nahe hai balke mard ko haasil hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2503 ) Agar shohar apne biwi ko iziyat de aur beghair kise sharai jawaz k is per tashadud kare to biwi apna muaamla le kar hakim shara (mujtahid) ki taraf ruju kar sakte hai ta ke hakim shraa( mujtahid) is k shoar ko husne solooq karne ka hokum de aur agar is ka kohe faida na ho to apne sawabdeed k mutabiq ise sarzanish kare aur agar is se bhi kohe faida na ho to biwi talaq ka mutalba karsakte hai . agar shoar talaq dene se inkal karde au rise talaq per majboor na kiya jaske to hakime shara( mujtahid) ( apne ikhteyaraat istemal karke is ka sigha talaq jari karsakta hai. (Ref : aqa sistani ,Jadeed faqhi masail , masla # 413 , pg # 237, eidition 5) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.