Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam O Alaikum 1. mera sawal ye hai k mey ne kuch raqAm udhaar di hai aur meri khums k date qareeb hai to kia meri udhar ki raqam par bhi khums lage ga? 2. Kisi ki raqam amanat hai mere pas to kia is par bhi khums lagey ga?  
Answer insaan k lie us maal k bhi khums nikaalna wajib hai jise dosere ko ak moiyan mudat k lie qaraz diya ghaya ho.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 103 pg #58) Jo raqam insaan k pass kise dosere insaan ke amanat k tour per ho is raqam per amanar rakhne wale per khum wajib nahe hota . .(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 103 pg #50)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.