Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question As salamu alaikum 2010 se mai pareshan hu mere job be chale gaye aur 3sal se mera koi kam nahi banraha hai mai kuch be karta hu sab ullta hota hai mera har kam rukjata hai plz muje is pareshanika hall batadijea mera har kam asani se ho 
Answer 1)Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) 2)Agar surah kahf qarz ada karnay k iraday say parhain to inshAllah qarz ada ho jae ga. Ya maqrooz adami har namaz k baad ba-qa,edgi say surah muzammil ki tilawat karay to qarz ada ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.