Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question asalam o alikum janab sy sawal hy k nails or hairs ki trimming ka ki hukam hay or kis kis din jaiz hain agar mumaniyat hy to kis din ki or Q mard apny ball kis tarhah lamby kar sakty hain kitni had ha sir or darih ki  
Answer Rasool akram se monqool hai k jo shaks har Wednesday, thusday nakhun katwaay aur jumme ko bhi kaat sakte hai. dhari ko darmiyana rakhna sannat hai.yani na ziyada lambhi ho na buhat kam aur aik mush se ziyada dhari barhana makroh hai.( ref: tehzeeb ul islam ,allama Muhammad baqir majlisi, pg: 181) mard k lie sar k baal rakhna bhi jaiz hai aur ganja hona bhi jai hai laikin Ganja hona afzal hai. ( ref: tehzeeb ul islam ,allama Muhammad baqir majlisi, pg: 179) Dhari ki Sherie miqdaar ye hai k zaroori ha k aam log use dekhen to ise dhari wala kehain. (Ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 1, ques # 159 pg # 80)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.