Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question as salam o alaikum, mayre shadi ko 6 years ho ga aay hain, 4 saal tuk olad nahi hui, mayre semens report theek nahi the, kafi doctors say concern kara koi faida nahi hua, wife reports normal the, may nay kuch time homeophatic treatment kya,thori bohat report bahtar hui, lakin koi khas diffrence nahi tha, is k baad hum sham ga aay waha bibi zainab s.a or bibi sakina s.a k rozay per manat mani, karachi wapis a k dr hilal mahpuri [homeo pathic infertility] say contact kya, unho nay mujh ko koi medicene nahi de, 15 days wife nay medicene use ki or pregancy ho gui, bibi ki dua the warna reports itni kharab the mayre k socha na tha k pregancy ho ge, mashallah say aik beti hay 2 years ki, 2nd baby chahtay hain kya karain hum, aabhi bhi mayre semens anaylisis report bohat kharab hay, sperm count normal range say bohat kum hain or motility rapid liner 0 hay and live count kum hain bohat, plz help us, sexual life is not good, bohat juld discharge ho jata hu, hardnes bohat kum ho gui hay, sperm ki quantity kum ho gui hay, kis doctor say contact karu, mayre wife beta chahti hay, 2 years say without protection intercourse ker raha hu, lakin pregancy nahi hui,  
Answer 1.Agr koi shakhs la_ aualad ho unk aulad na hoti ho or agr wo chahta ho k is ko naik or aziz aulad ho to is k liye chahiye k wo musalsal 3 din roze rakhe or hr rat sone se pahle 21 bar surah e al furqaan ki ayat no 74 (wal,lazeena . . . . .imaa,maa) ko parhe. or Allah se apni hajat talab kare or so jaye. Har mahine(month) me ek bar kar lia jaye. (Ref : kitab naeem ul aamal pg #331) 2. Sheikh bahai farmate hen jis orat ko hamal na hota ho ye ayat haroof e mo,qat,te,aat likh kar aurat k pahlu me bandhein hamila ho jay gi. Sheikh bahai farmatay hein k me ne ye ayat 900 auraton ko likh kar de sab hamila hogain. surah e ra,ead ayat # 31 (wa lou an,na . . . . . . . .jamee,un) (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 283). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.