Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salaam ji mujhe ye puchna h k agr baccha 1 year ka ho aur uska peshab chadar me lag jae to puri chadar dhona zaruri h ya phr jitni jagah peshab hai sirf utna dho len aur sirf pani se dhoye ya sabun use karna zaruri h plz reply me 
Answer agar kise aise chease ko jo pheshaab se najis hoghai ho qaleel pani (jo kurr pani taqleban 384 litre se kam ho) se dhona ho to is per aik dafa youn pani bahade k pheshaab is chease me baqi na rahe to wo chease pak ho jaay ghe . albatta libass aur badan per 2 dafa pani youn bahana zarori hai taake pak ho jaay laikin jaha tak libaas , qaleen , dari, aur in se milti julti cheaso ka tallaq hai inhe har dafa pani daalne k baad nichoorna zarori hai take ghusala(wo pani jo pani men dalne se us kapre wgera men agaya hai) in me se nikal jaay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #154 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.