Question |
Assalam u alikum janab. mera sawal ye hai k kafi mehnat kash aadmi hu. bawajud is k aaj tak kuch jama nahi kar paya Sab se bada masla khud k ghar ka hai .apni biwi bache k liye ek ghar Lena chahta hu par koe Surat nazar nahi aati mehnat bi karta hu.ab aAP hi bataye k kya karu |