Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question sir mera dil parhai main nahi lgta yad krta hon tu bhol jata ha imtehan sir per hn plz.saqlain abbas multan 
Answer 1) Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.