Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salaam- 2 questions hai 1.jis oil mai koi haram fish (jo hummare haan halal nahi lakin brotheraan ahalay sunat k haan halal hai) fry ho.e ho us same oil mai phir kia halal fish bhi fry nahi karsakte ? kia woo oil bhi najjis ya haram hojata hai. 2. ager hummara koi ahalay sunat doost hum ko fish khanai ko dai tu khakeek wajib hai k ya skill wali fish hai ya nahi ? thanks 
Answer 1-Wo oil pak rahay ga aur us mai chilke(scales) wali fish fry ki jasakti hai.2-Tehkeeq kerna zarori hai k wo fish scales wali hai ya nahi hai. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 181, Pg # 129, Eidition# 5). Update on dated 11-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.