Answer |
Agar kisi kahandan mai kisi waja say na-ittefaqi paida hogai ho tu apas mai ittefaq paida kernay k leye surah e anfaal (surah#8) ki ayt#63 ko rozana har namaz k bad 11 bar parhain. (ref:book payame shifa,pg#366)
Agar shohar or biwi apas mai naraz hoon tu surah e muzammil ko 3 baar sharbat say parh ker pila dain tou aik dusray k dost aur mehrbaan ho jaeinge.(ref:book piyame shifa,pg#287). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|