Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question paltu kute se kya mtlb hy jo admi ghr rakh skta hy 
Answer Kutto ki khareed o farokht k aytbar se 2 qismen hen , Shikari or ghair shikari, in dono ko paalne men koi harj nahi hai Albatta ghair-shikari kutto ki khareed o farokht jaiz nahi hai, lekin agr inse koi bara faida hasil ho to is surat men inko kiraye per lena , tohfe k taur per lena take unse halaal faide hasil kiye jaen, tu ye jaiz hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah # 01, Eidition 1417 hij). Update on dated 31-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.