Answer |
Baap ya dada ki ijazat k baghair kunwari lerki nikah nahi ker sakti laikin baap ya dada us mard k sath usay shadi ki ijazat nah daitay hon jo mashray k lihaaz say aur shariat k lihaaz say us ki matching ka ho tu phir ijazat lena zarori nahi hai. (Ref:Ayatullah sistani(d.b), Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2341). Update on dated 21-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). . Update on dated 21-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |