Answer |
2.2 rakat ker k 8 rakat namaz parhain, phir 2 rakat namaz-e-shafa ki neyat say parhain is k baad aik rakat namaz-e-witr ki neyat say parhain jis mai sura e alhamd aur 3 baar surae qul-huwallah parhnay k baad qunoot mai 40 zinda aur murda momineen k naam le kar bakshish ki dua mangain. (Tauzeh-ul-masail,ayatullah Sistani d.b.,33th edition,mslah#753). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |