Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam .. apny aulad e narina k lie wazifa btya h k shohar surah fajar 11 martaba parh k b.v k pr phoke ya taweez likh kr bande.. agr wo khawateen jnke shohar out of country ho tw us surat m kia aurat ye amal khud krskty h?ya agar shohar waha se bv ka tasawur krke dossri country se ye wazifa pre tw kia ye sahi h??  
Answer Hadees mai hai k masoom a.s nay farmaya:agr kisi ka beta na ho tou wo neyat karay k agr mera beta huwa tou uska naam ALI rakhunga aisa krnay sy Allah usay farzand ataa karay ga phir Ali naam rakhay. Aik shaks ko Imam ALI Raza a.s ny farmaya:apnay ghar mai buland awaz sy azan diya karo,Allah ny usay bohat sy farzand ataa keye.(ref:book payame shifa,pg#285,286)Khubsoorti k leye bahee dana kahaein.(ref:tib-e-islami). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.