Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam mein syed family se belong karti hun or shaia hun mein eak suni larkay se shadi karna chati hun par masala yaa hay kay wo khata hy apna firka change karo jo mein kisi surat nahi kar sakti mujhe guide line dy plzz wo koi fatfa lay aaya hy kay dona ko kisi eak firkay mein hona zaruri hy . main bat hy hum dono humbitsri kar chukay hy mein un ko dil se apna husband maan chuki hun or wo bhi ab iss masalay ka kiya hal hy  
Answer Agar koe shaks kisi aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho to ehtiyat e wajib ki bina wo shaks is(aurat) k tauba kerne se pehle is se shadi nahi ker sakta). Update on dated 21-11-2015. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2364) Agar shia aurat ko apne shia mazhab k tabdeel ho jane ka khouf ho to jaiz nahe hai (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 215,eidition4th) Update on dated 21-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.