Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Bhai mera sawal ye hai ki maine fajar ki namaz waqt khatam hone ke baad aada ki hai maine namaz jaan boojh kar nahi balke galati se adaa ki hai mujhe nai pata tha ke waqt khatam ho chuka hai mai janna chahta hu ke kya mujhse gunah ho chuka hai kyun ki mai janta hu ke fajar ki namaz der se adaa karne se shirk jaisa gunah hota hai 
Answer Ap ki namaz sahi lekion ada nahi bani balke apk usi fajr ki qaza ban gai. Is pr koi gunah to nahi mgr is mana men k ap ne itni takheer ki awal wqt namaz nikal gaya.(Ref: Ayatullah_Sistani(d.b) Minhaj_ul_Saliheen, Part#1, Masla#572,Pg#183).(khuda apki tofeeqat men izafa frmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.