Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalam o alaikum.meri jab shadi hui thi to mere father in law ka mere maa baap se yeh kehna tha k pakistan mai dono ghr hamarey betey k hai.hum to america mai ha or jo kuch bhi ha hamare iklotay betey ka hai.mager bad mai wo apni bat se phir gaye or pakistan aker dono gher bech ker sara paisa leker chaley gae.mughe ot mere shoher ko derbader ker dia.mrey shoher ki aamdani bhi itni nhi k hum koi chota sa flat hi khareedly.hum apne bacho k sath karaye k ghero mai dhakey kha rhey hai.mrey susar ab kehtey hai k jab tak mai zinda hu koi hiissa dena ferz nahi hai.or merney k bad mera sab kuch meri biwi ka ha.ap bataye kiya mrey shoher spney walid sey jaidat mai hissa mangney k haqdar nahi.or kia yeh gunnah hai k bap k jetey hue us sey apna hisa mangna?? Shukriai 
Answer Jab tak aap k susar zinda hen tab tak to tamaam jaidaad k malik aap k shohar k walid matlab aap k susar hi hen Albatta onki wafaat k baad unki biwi ka tamam jaidaad main se faqat 1/8th hissa zameen k elawa men hay(yani zameen main se biwi ko meraas nahi mile gi zameen k oper buling ki qeemat se meraas mile gi) baqi tamaam jaidaad on k aklote bĂȘte yani aap k shohar k hay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2728). Update on dated 04-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.