Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question my question is that Can an unmarried women do mutha nad if so then what are the requirements for it what she has to do than. 
Answer Jo larki baligh hochuki ho or apna bhala samjhti ho agr wo shadi(yani nikah daaimi ya nikahe Mutta) krna chahe or kunwari ho or apni zindagi k kam-kaj khud-mukhtari se anjam na deti ho to use chahiye k aone bap ya dada se ijazat le, balke ehtiyate wajib ki bina pr yehi hukm us laki k liye bhi jo apne kamkaj khud-mukhtari se anjam deti ho, albatta maa or bhai se ijazat lena lazim nahi hai). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, 31th Eddition, maslah #2341). Update on dated 04-12-2015. (Khuda apki tofeeqat men izafa frmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.