Question |
A o A may 7month pregnant hoon . meray 2 son hain . hamaray kuch aisay masail hain K is bar bhi meray husband ko son ki khahish hay . doctor daughter bata raha hain. may beintiha preshan hoon . mujhay koi aisi duwa wazaifa bata saktay hain ? jhis say koi moajaza Ho jaey . ALLAH
pak mujhay is bar bhi betay say nawaz dain . sari zindgi duwaon may yaad rakhoongi . Allah aap per apna karam karay . Please jaldi jawab dijiyay ga . |