Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kya kisi wahabi larki k sath nikah jaez hy???? 
Answer Shia larka nasibiyon k elawa dusre sunni firqon ki larki se shadi kr sakta hai, albatta agr us shia larke ko apne deen se gumrah hone ka khoaf hoto phir ye shadi krna haram hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 215-221, Eidition 1417 hij) Nasbi wo log hen jo Tmam Imamon (a.s) se Bezari or Bughz ka izhaar krta ho, to aysa shakhs kafir k hukm men aata hai matlb najis hai or is se shadi krna jaiz nahi hai (agr wahabi bhi nasbiyon ka aqeeda rakhte hon to un ka bhi yehi hukm hoga) (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 103).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).Update on dated 12-01-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.