Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question asalamu alikum sir muje ye puchna hai ki mai jis ladki ko 12 saal se chahata hun wo muje se pyar nahi karti par usko mere khilaaf kisi ne galat kaha tha us waja se wo mujse pyar nahi karti is liye usne kisi aur ladke se afairs rakhe phir un ka rishta toot gaya ab maine phir se socha tha ki use apna bana loon par wo kheti hai ki main quran pe hath rakh ke kasam khaie hai ki main pyar nahi karongi kya uski kasam jaiz hai kya wo kasam tod sakti hai plz jaldi answer dijeyega shukriya 
Answer Aisi qasam sahi nahi hai lehaza us qasam per amal karna wajib nahi hai aur kaffara bhi wajib nahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2634). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.