Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam alaikum : janab mere pahle bhi bohot se sawalat hai lekin abhi tak kisi ka koi jawab nahu mila please aap mujhe jald se jald mail se jawab de ( sawal ) agar orat halate haiz me hai or 3 , 4 , ya 5 din me khoon aana band hojaye magar usne ghusl na liya ho ya waqt poora hone ke baad bhi ghusl na liya ho to kya uske sath jima kar sakte hai ya uske ghusl karne ka intezar karna hoga please jald jawab de aapki bohot meharbani hogi 
Answer Orat k haiz se pak hojane k bad agrchhe usne ghusl na kiya ho uska shohar us se jima kr sakta hai lekin Ehtiyat_e_lazim ye hai sharmgah dhone k bad jima kiya jaye, or Ehtiyat_e_mutahab ye hai us orat k ghusl krne se pehle uska shohar se jima na kre). Update on dated 04-12-2015. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, 31th Edition maslah # 457).Khuda apki tofeeqat men izafa frmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.