Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Agar koi aurat nikah m hote hue dusre admi se nikah karleti h to kya wo jayaz hai shariyat m is waqt k liye kya kaha gaya hai us aurat ko kya karna chahiye..... 
Answer Jee nahi ye jaiz nahi hai balke agar ek shakhs ye jante hue k orat shadi shuda hai or(us se shadi krna haram hai) us orat se shadi kre to zaruri hai k us orat se juda hojaye or bad men bhi us orat se nikah nahi krna chahiye. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448-451 eidition31). Update on dated 04-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.